Kafi andar se bolta hoon,
Jab bhi main khada samne mic ke
Ye bolte hain, kafi bolta hoon,
Kya karoon itni saari cheezein hui life mein
Ye bolte hain, kafi bolta hoon,
Kya karoon itni saari cheezein hui life mein?
Toh bolna toh banta hai,
Bolna toh banta hai, bolna tu bantai
Kafi andar se bolta hoon,
Jab bhi main khada samne mic ke
Ye bolte hain, kafi bolta hoon
Kya karoon leke rakha ghar pe
Teen-char mic main?
Ye bolte hain, kafi bolta hoon
Kya karoon itni saari cheezein hui life mein?
Toh bolna toh banta hai,
Bolna toh banta hai, bolna tu bantai
Kafi andar se bolta hoon,
Jab bhi main khada samne mic ke
Ye bolte hain, kafi bolta hoon
Kya karoon itni saari cheezein hui life mein
Ye bolte hain, kafi bolta hoon
Kya karoon itni saari cheezein hui life mein
Toh bolna toh banta hai,
Bolna toh banta hai, bolna tu bantai
Bolna toh banta hai, farak pade mujhe ghanta hai
Talab lage mujhe gaane banane ki
Tabhi toh phaila ye bantai
Main toh kabhi ka bola tha, bantai,
Mere gaane sunenge ye one time nahi,
Sau baar phir bhi pakte nahi
Kaun hard? Mujhe waqt hi nahi
Kyun khud mein hard hoon main?
Auron pe kyun dhyan main doon?
Kitna bhi ho hard time, tujhe main na jaane doon
Baakiyon ki tarah, main na bahane doon
Kitna bhi ho hard time fir bhi sabko gaane doon
Jo main chaha hoon, vo main paaya hoon
Rahmat hai, teri rahmat hai
Jo main chaha hoon, vo main paaya hoon
Rahmat hai, tu bhi sahmat hai
Kafi andar se bolta hoon,
Jab bhi main khada samne mic ke
Ye bolte hain, kafi bolta hoon
Kya karoon itni saari cheezein hui life mein
Ye bolte hain, kafi bolta hoon,
Kya karoon itni saari cheezein hui life mein
Toh bolna toh banta hai,
Bolna toh banta hai, bolna tu bantai